BHRAMAR KA DARD AUR DARPAN

Thursday, February 3, 2011

PARIKSHA - KAL KI JAGAH AAJ HE CHAL DO (HINDI POEM)

Kal kyon bhayi,
Aaj he chal do,
Khari “parikhsa”
Ghadi tumahri,
‘Rail’ Police
shasan,
anushasan,
naya nahi
ye desh hamara,
isko jano.
Ye doshi hain..
Vo doshi hain.
Ham doshi hain
Antar jhanko
‘vahan’ mare-
kuchh log fanse to,
million billion
hmne fenka,
‘ghar’ me kya
lena dena hai
apni budhi Maa
Abba to
Char lafj
Neta ki sun ke
“Babua” ke vo
Bees baras bhi
Kar denge kurban !
Naya nahi ye
Desh hamara
Bharat desh Mahan,
Isiliye ‘Bhayi’
Tum jago
Khari pariksha
Teri meri
Kal ki jagah
Aaj he chal do.
Surendrashukla “Bhramar”
7.30 A.M. 2.2.2011 Jalandhar (Punjab)

No comments:

Post a Comment

दे ऐसा आशीष मुझे माँ आँखों का तारा बन जाऊं
अभिनन्दन आप का ,हिंदी बनाने का उपकरण ऊपर लगा हुआ है -आप की प्रतिक्रियाएं हमें ऊर्जा देती हैं -शुक्ल भ्रमर ५